tum ko hai

tum ko hai lyrics

Details
Singer Kavita Krishnamurthy & Kumar Sanu
Genre Love
Language Hindi
Album Sanjay
Poster tum ko hai
play
Lyrics

tum ko hai meri kasam

jaao na mere sanam

tum ko hai meri kasam

jaaona mere sanam

aake agar jaaoge

mar jaayenge hum sanam


dhakdhak kar raha hain mann

kaisa hain deewana pan

dhakdhak kar raha hain mann

kaisa hain deewana pan

mushkil mein jaa hain meri

kaise kahun tumhein sajan

tum ko hai meri kasam


dekha tumko to mein

tumhi mein kho gaya

jaadu mujh pey

aakhir ye kaisa ho gaya

dekha tumko to mein

tumhi mein kho gaya

jaadu mujh pey

aakhir ye kaisa ho gaya

dheere se kaano mein kahedo jara

kab hogi mujhe pe

nazarein karam


dhakdhak kar raha hain mann

kaisa hain deewana pan

mushkil mein jaa hain meri

kaise kahun tumhein sajan

tum ko hai meri kasam


shayad mein bhi

teri deewani hoon magar

kaise aau duniya ki rashmein tod ke

shayad mein bhi

teri deewani hoon magar

kaise aau duniya ki rashmein tod ke

haale dil tumse mein kaise kahoon

thoda dar hein thodi hain saram


tum ko hai meri kasam

jaaona mere sanam

aake agar jaaoge

mar jaayenge hum sanam

dhakdhak kar raha hain mann

kaisa hain deewana pan

mushkil mein jaa hain meri

kaise kahun tumhein sajan


tum ko hai meri kasam

jaaona mere sanam

aake agar jaaoge

mar jaayenge hum sanam

tum ko hai meri kasam.


You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)