tu jaane na yeh duniya

tu jaane na yeh duniya lyrics

Poster tu jaane na yeh duniya

tu jaane na yeh duniya

lyrics/Album : Janam Se Pehle
Details
Singer Jolly Mukherjee
Language Hindi
Album Janam Se Pehle
Poster tu jaane na yeh duniya
play
Lyrics

tu jane na ye duniya

jungle hai darindo ka

tu jane na ye duniya

jungle hai darindo ka

dhokha de nigaho ka

hai insa yaha kaha

laaz ka aaina tut ke rah gaya

ye jali khokh se aa rahi hai sada

ye jali khokh se aa rahi hai sada

ma ma ma ma ma

tu jane na ye duniya

jungle hai darindo ka

tu jane na ye duniya

jungle hai darindo ka

dhokha de nigaho ka

hai insa yaha kaha

laaj ka aaina tut ke rah gaya

ye jali khokh se aa rahi hai sada

ye jali khokh se aa rahi hai sada

ma ma ma ma ma


nanhi nanhi do aankho ne

ma ki khokh me chhupkar dekhe

nanhi nanhi do aankho ne

ma ki khokh mein chhupkar dekhe

dhundle dhundle unke chehre

jo bhi ma ka rasta ghere

phir gunji ek chikh hawa mein

soya raha jaha

laaj ka aaina tut ke rah gaya

ye jali khokh se aa rahi hai sada

ye jali khokh se aa rahi hai sada

ma ma ma ma ma


lahu lahu tha ma ka aanchal

nazuk tan par kai kharase

lahu lahu tha ma ka aanchal

nazuk tan par kai kharase

sab kuch lut ke le gaye zalim

chhod gaye do zinda lashe

usme jalke aag ke

dil se uthata raha dhua

laaz ka aaina tut ke rah gaya

ye chali khokh se aa rahi hai sada

ye chali khokh se aa rahi hai sada

ma ma ma ma ma


tu jane na ye duniya

jungle hai darindo ka

tu jane na ye duniya

jungle hai darindo ka

dhokha de nigaho ka

hai insa yaha kaha

laaz ka aaina tut ke rah gaya

ye chali khokh se aa rahi hai sada

ye chali khokh se aa rahi hai sada

ma ma ma ma ma.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)