tu hawa

tu hawa lyrics

Details
Singer Armaan Malik
Genre Emotional
Language Hindi
Album W
Poster tu hawa
play
Lyrics

tu hawa tu

zameen tu aasman

main bhi wahan

tu hawa tu

zameen tu aasman

main bhi wahan

udde hum kahan

judi hamari daastan

tu hawa tu

zameen tu aasman

main bhi wahan tu jahan



udane ki chaha hain

bas udana hain mujhe

har aasman se pare

le jaaun main tujhe



udane ki chaha hain

bas udana hain mujhe

har aasman se pare

le jaaun main tujhe

mile hum wahan

jahan naya ho jahaan

tu hawa tu

zameen tu aasman

main bhi wahan tu jahan



sapno ki kashtiyaa

behane de iss tarah

tufaan bhi aaye to

tham jaaye woh zara



sapno ki kashtiyaa

behane de iss tarah

tufaan bhi aaye to

tham jaaye woh zara

huye yun woh fanna

jeeye hum sadaa

tu hawa tu

zameen tu aasman

main bhi wahan tu jahan.



You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)