the lockdown rap lyrics – ssd music | indian youtubers

the lockdown rap lyrics – ssd music | indian youtubers lyrics

Poster the lockdown rap lyrics – ssd music | indian youtubers

the lockdown rap lyrics – ssd music | indian youtubers

Details
Singer Ssd
Language Hindi
Poster the lockdown rap lyrics – ssd music | indian youtubers
play
Lyrics

aye, check!

haan pada hu aisa gharpe
kuch na mujhko soojhta
kabhi kapdon se toh kabhi
bartano se jhoojhta

lockdown mein bhi
tu sadak ke beech mein
na maana jo tu pyar se
padenge dande kheench ke

hath mein hai lathi
wardi ka bhi maan hai
surakshit apna desh
khatre mein inki jaan hai

hath mein sabke desh ko
bachana hai
jaisa pehle desh apna
vaisa phir banana hai

karta kaam gharpe
gham hai kis baat ka
bimari phailne mein
laparwahi ka hi hath tha

main to sher hu
sikanje mein na aaunga
yahi tera bharam kasam se
baat meri maan na

ek taraf lage hain sab
khoj vaccine ke
baaki sabka kaam ek
gharpe baithe scene dekh

sunn rahe jo mujhko
meri darkhwast unse
is se ladna ek banke
kunyki desh juda hai tumse
gaur kar lo meri baaton pe
tum dhyan do

afwaon se bhara whatsapp news dekho
gyaan lo
chillao zor se uthao apne hath tum
apne hindustan se hatayein
iss haiwan ko

haiwan ko haan ji haiwan ko
apne hindustan se hatayein
iss haiwan ko

haiwan ko haan ji haiwan ko
apne hindustan se hatayein
iss haiwan ko

haiwan ko haan ji haiwan ko
apne hindustan se hatayein
iss haiwan ko

haiwan ko haan ji haiwan ko
apne hindustan se hatayein
iss haiwan ko

haiwan ko haan ji haiwan ko
apne hindustan se hatayein
iss haiwan ko
kya!

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)