teri yaad mein

teri yaad mein lyrics

Poster teri yaad mein

teri yaad mein

lyrics/Album : Apne Apne
Details
Singer Amit Kumar & Asha Bhosle
Genre Love
Language Hindi
Album Apne Apne
Poster teri yaad mein
play
Lyrics

teri yaad mein neend na aayi

arey jag ke raat bitayi

teri yaad mein neend na aayi

arey jag ke raat bitayi

aise to kabhi huya na

ye baat samjh na aayi

hota hain hota hain

pyar mein aisa hota

hota hain hota hain

pyar mein aisa hota


tune yun aankh milayi

main sapne mein ghabarayi

aise to kabhi huya na

ye baat samjh na aayi

hota hain hota hain

pyar mein aisa hota

hota hain hota hain

pyar mein aisa hota


lakho mein ek tu hain achha

jo dil me bas gayi hain oo ho

kismat mein jo likhu hain aa

ha lagata hain tu wahin hain

tune kya baat baatayi main

maan hi maan sharmayi

aise to kabhi huya na

ye baat samjh na aayi

hota hain hota hain

pyar mein aisa hota

hota hain hota hain

pyar mein aisa hota


wada ye tujhe karna hai kya

mera hi hoke rahana tu

manugi tera kahana main

manega mera kahana tu

dil se aawaj ye aayi kya

ab ek pal nahin judayi

aise to kabhi huya na

ye baat samjh na aayi

hota hain hota hain

pyar mein aisa hota

hota hain hota hain

pyar mein aisa hota


teri yaad mein

neend na aayi

arey jag ke raat bitayi

aise to kabhi huya na

ye baat samjh na aayi

hota hain hota hain

pyar mein aisa hota

hota hain hota hain

pyar mein aisa hota

to hone do na kya

farak padata hain.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)