teri surat dekh kar

teri surat dekh kar lyrics

Poster teri surat dekh kar

teri surat dekh kar

lyrics/Album : Hamara Khandaan
Details
Singer Shabbir Kumar
Genre Love
Language Hindi
Album Hamara Khandaan
Poster teri surat dekh kar
play
Lyrics

maine bhi ek geet likha hai

teri surat dekh kar

maine bhi ek geet likha hai

teri surat dekh kar

likhna kya ji arz kiya hai

pyar ki murat dekhkar

pal mein hai afthab to

pal mein hai mahatab

aisa kamal husn ka dekha nahi janab

main bhi shayar ban baitha hoon

uski kudrat dekhkar

maine bhi ek geet likha hai

teri surat dekh kar


teri tarif mein kai panne

maine likh likh ke phad dale hai

kaise bandhu main inko lafzo mein

tere andaz hi nirale hai

teri aankho ko zam kya likhu

zam mein ye nasha nahi hota

tujhko allah hansi banata kyu

aur duniya mein agar hansi hota

phoolo ko bhi khilna aaya

teri nzakat dekh kar

maine bhi ek geet likha hai

teri surat dekh kar

likhna kya ji arz kiya hai

pyar ki murat dekhkar


geet gajlo mein itni baat kaha

main to tujhpe kitab likhuga

log padte rahege sadiyo tak

anginat behisab likhuga

main tere husn ka hoon deewana

tune sikhla di aashiqi mujhko

kho chuka tha ghane andhero mein

tune dikhla di chandani mujhko

rang birangi ho gayi duniya

teri rangat dekh kar

maine bhi ek geet likha hai

teri surat dekh kar

likhna kya ji arz kiya hai

pyar ki murat dekhkar

maine bhi ek geet likha hai

teri surat dekh kar.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)