Language | Bollywood |
ae meri zameen afsos nahi
jo tere liye 100 dard sahe
mehfooz rahe teri aan sada
chahe jaan meri ye rahe na rahe
ae meri zameen mehboob meri
meri nas nas mein tera ishq bahe
feenka na pade kabhi rang tera
jismo se nikal ke khoon kahe
teri mitti mein mill jawa
gull banke main khil jawa
itni si hai dil ki aarzoo
teri nadiyo mein beh jawa
teri kheto mein lehrawa
itni si hai dil ki arzoo
sarso se bhare khalihan mere
jaha jhoom ke bhangda paa na saka
aabad rahe wo gaow mera
jaha laut ke vapas ja na saka
ho watna ve mere watna ve
tera mera pyar nirala tha
kurban hua teri asmat pe
main kitna naseeba wala tha
teri mitti mein mill jawa
gull banke main khil jawa
itni si hai dil ki aarzoo
teri nadiyo mein beh jawa
teri kheto mein lehrawa
itni si hai dil ki arzoo
kesari…..!
oh heer meri tu hasti rahe
teri aankh ghadi bhar nam na ho
main marta tha jis mukhde pe
kabhi uska ujala kam na ho
ho maai meri kya fikar tujhe
kyu ankh se dariya behta hai
tu kehti thi tera chand hu main
aur chand hamesha rehta hai
teri mitti mein mill jawa
gull banke main khil jawa
itni si hai dil ki arzoo
teri nadiyo mein beh jawa
teri fanslo mein lehrawa
itni si hai dil ki aarzoo
kesari…..!