teri in aadaon ne

teri in aadaon ne lyrics

Poster teri in aadaon ne

teri in aadaon ne

lyrics/Album : Iqraar By Chance
Details
Singer Sunidhi Chauhan & Vijay Prakash
Genre Love
Language Hindi
Album Iqraar By Chance
Poster teri in aadaon ne
play
Lyrics

teri in aadaon ne

humko paagal kar diya

teri in aadaon ne

humko paagal kar diya

naya naya lage hai jahaan

jaadu yeh kya kar diya

teri in aadaon ne

na na na na na

ha ha ha ha ha


apne hi dil se yeh sharth

thi ke denge use na kisiko

aawara mujrim bedard

jaalim chahane laga par tumhiko

kaatil adaa hai woh tumhaari

dil pe lagi woh chot bhaari

ke apane haathon se dil

naam tumhare kar diya

naya naya lage hai jahaan

jaadu yeh kya kar diya


teri in aadaon ne

humko paagal kar diya

teri in aadaon ne

humko paagal kar diya

naya naya lage hai jahaan

jaadu yeh kya kar diya

o o o ho ho ho ho ho

ho ho ho na na na na na ho ho


toofan mein thi yeh dil ki kashti

saahil ka kuchh na pata tha

saagar se gehra yeh roop tera

saagar mein saahil chhupa tha

do baahon ke dilkash kinaaren

humko diye hai woh sahaaren

yeh tera ehsaan hai

adaaun kaise shukriya

naya naya lage hai jahaan

jaadu yeh kya kar diya


teri in aadaon ne

humko paagal kar diya

teri in aadaon ne

humko paagal kar diya

naya naya lage hai jahaan

jaadu yeh kya kar diya

hmm hmm hmm hmm hmm.


You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)