teri akhiyon main

teri akhiyon main lyrics

Poster teri akhiyon main

teri akhiyon main

lyrics/Album : Bulandi
Details
Singer Udit Narayan & Kavita Krishnamurthy
Genre Dance
Language Hindi
Album Bulandi
Poster teri akhiyon main
play
Lyrics

hey aaah aaaah

chhedo naa mujhko chhedo

aise naa mujhko dekho

jo dekhna hai kuch tumko

hai to phir mere dil ko dekho

hum pyaar ke hai rahe

dil pyaar ki hai manzil

kis kaam ki yeh mehfil

dil se na mila jo dil


hoga milna hamara mushkil

hoga milna hamara mushkil

hoga milna hamara mushkil

dekho dekho dekho


aise mujhko naa chhedo

kya kahega yeh zamana

ban jaayega fasaana

badi hogi badnaami

hamein hogi pareshaani

hum pyaar ke hai rahe

dil pyaar ki hai manzil

kis kaam ki yeh mehfil

dil se na mila jo dil


hoga milna hamara mushkil

hoga milna hamara mushkil

hoga milna hamara mushkil


teri ankhiyon mein

jeena mujhe marna

bas aur nahin hai kuch karna

teri ankhiyon mein

jeena mujhe marna

bas aur nahin hai kuch karna

teri marzi tu jaane

meri marzi main janoo

maine kar liya faislaa


teri ankhiyon mein

jeena mujhe marna

bas aur nahin

hai kuch karna

teri ankhiyon mein

jeena mujhe marna

bas aur nahin

hai kuch karna

teri marzi tu jaane

meri marzi main janoo

maine kar liya faislaa


teri ankhiyon mein

jeena mujhe marna

bas aur nahin

hai kuch karna


vaadon ka hai aaj mausam

hum koi vaada kare

arre yeh jaan bhi tumko

deti ab kya zyaada kare


tera naam liya tujhe yaad

kiya sab kuch main bhool gayi

o teri marzi tu jaane

meri marzi main janoo

maine kar liya faislaa


o teri ankhiyon mein

jeena mujhe marna

bas aur nahin hai kuch karna

o teri ankhiyon mein

jeena mujhe marna

bas aur nahin

hai kuch karna

maange agar tu sitaare

main tod laaoon sanam


karne hai kya yeh sitaare

tu chaand se kya hai kam

deewana hua mastaana

hua dil aise jhoom gaya


teri marzi tu jaane

meri marzi main janoo

maine kar liya faislaa

o teri ankhiyon mein

jeena mujhe marna

bas aur nahin

hai kuch karna


o teri ankhiyon mein

jeena mujhe marna

bas aur nahin

hai kuch karna

dekho dekho dekho

aise mujhko naa chhedo

kya kahega yeh zamana

ban jaayega fasaana

badi hogi badnaami

hamein hogi pareshaani

hum pyaar ke hai rahe

dil pyaar ki hai manzil

kis kaam ki yeh mehfil

dil se na mila jo dil

hoga milna hamara mushkil

hoga milna hamara mushkil

hoga milna hamara mushkil.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)