Singer | Alka Yagnik & Babul Supriyo |
Language | Hindi |
Album | Zameer: The Fire Within |
aye bahar to gaye papiha
badal chaye to nache mor
na jane kab bandhegi
teri ankho se ankho ki dor
hu hu huhu hu he he hehe he
tere pyar ne deewana
mere dil ko kar diya
tere ikrar ne deewana
mere dil ko kar diya
kho gaya na jane kaha
mai kya karu batade
tere pyar ne deewana
mere dil ko kar diya
tere ikrar ne deewana
mere dil ko kar diya
kho gaya na jane kaha
mai kya karu batade
tere pyar ne
jaagi jaagi chhoyi chhoyi
teri meri ankhen
aa raha hain hamako maza
dhimi dhimi khoyi khoyi
teri meri saansain
chha raha hain koi nasha
kahin nahi karar hain
naa ye hasin saza de
tere pyar ne deewana
mere dil ko kar diya
tere ikrar ne deewana
mere dil ko kar diya
kho gaya na jane kaha
mai kya karu batade
tere pyar ne
chori chori tune meri
nindiya chura lee
is main hain teri bhi khata
tere binaa duniya
lage hain khali khali
ye sanam mujahko hain pataa
ye ishk kaa khumar hain
ye kam naa ho duva de
tere pyar ne deewana
mere dil ko kar diya
tere ikrar ne deewana
mere dil ko kar diya
kho gaya na jane kaha
mai kya karu batade
tere pyar ne deewana
mere dil ko kar diya
tere ikrar ne deewana
mere dil ko kar diya
kho gaya na jane kaha
mai kya karu batade
tere pyar ne.