Singer | Gajendra Verma |
Language | Hindi |
ek mujhko to teri talab si hai
aur is mausam ne aag lagayi
tujhe choone ki zid bhi gazab si hai
mere dil mein kyun mache tabahi
bhula ke tu gam ko apne
ab toh hosh khone do
roko na khud ko jo bhi hota hai
aaj hone do
tere hothon ko choo ke main
tere nashe mein hu choor
choor
tere nashe mein hu..
choor..
ye kaisa asar hai tera mujhpe
koyi jaadu hai samjhu na
tu jitna bhi kareeb aati hai
utna mushqil hai na choo na
is lamhe mein jo mange de doonga
vaise jaan maine tujhpe lutai
dil naajuk sa hai mera jaane jaan
bas tu karna na laparwahi
bhula ke tu gam ko apne
ab toh hosh khone do
roko na khud ko jo bhi hota hai
aaj hone do
tere hothon ko choo ke main
tere nashe mein hu choor
choor
tere nashe mein hu..
choor, choor..
bhula ke tu gam ko apne
ab to hosh khone do
roko na khud ko jo bhi hota hai
aaj hone do
tere hothon ko choo ke main
tere nashe mein hu choor
choor
tere nashe mein hu…
choor, choor..