tera gham agar na hota

tera gham agar na hota lyrics

Poster tera gham agar na hota

tera gham agar na hota

lyrics/Album : Dil Hai Betaab
Details
Singer Mohammed Aziz
Genre Sad
Language Hindi
Album Dil Hai Betaab
Poster tera gham agar na hota
play
Lyrics

tera gham agar na hota

tera gham agar na hota

to sharaab mein na peeta

tera gham agar na hota

to sharaab mein na peeta


ye sitam agar na hota

ye sitam agar na hota

to sharaab mein na peeta

tera gham agar na hota

to sharaab mein na peeta


harjaaye me nahi ho, na wo hai bewafa

harjaaye me nahi ho, na wo hai bewafa

bas waqt ne kiya hai mujse jara daga

chaha tha mene usko ye hai meri khata


ye karam agar na hato,

ye karam agar na hota

to sarab mena pita

tera gham agar na hota

to sharaab mein na peeta


sare jahaa se mera itana saval hai

sare jahaa se mera itana saval hai

chahat ka kyoon hamesa aisa hi haal hai

kabhi yaad vo karegi, mera khayaal hai


ye bharam agar na hota,

ye bharam agar na hota

to sharaab mein na peeta

tera gham agar na hota

to sharaab mein na peeta


ye sitam agar na hota

to sharaab mein na peeta

tera gham agar na hota

to sharaab mein na peeta

to sharaab mein na peeta

to sharaab mein na peeta.


You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)