tera deedar hua

tera deedar hua lyrics

Poster tera deedar hua

tera deedar hua

lyrics/Album : Jannat 2
Details
Singer Rahat Fateh Ali Khan
Genre Dance
Language Hindi
Album Jannat 2
Poster tera deedar hua
play
Lyrics

yoon tera muskuraana

aur aakey chaley jaana

yoon tera muskuraana

aur aakey chaley jaana

kismat ka hai khul jaana


tera deedar hua

pehla sa pyaar hua

pehli hi bar hua

iss dil ko

na toh inkaar hua

na hi iqrar hua

jaane kya yaar hua,

iss dil ko


yoon tera muskuraana

aur aakey chaley jaana

kismat ka hai khul jaana


tera deedar hua

pehla sa pyaar hua

pehli hi bar hua

iss dil ko

[iss dil ko] na toh inkaar hua

na hi iqrar hua

jaane kya yaar hua,

iss dil ko


tujhse mila toh, jaagi duaein

aur nazar ne sajdaa kiya

jannat zamin pe aayi uttar ke

khushiyon ne jaise chun sa liya


ho..

tujhse mila toh, jaagi duaein

aur nazar ne sajdaa kiya

jannat zamin pe aayi uttar ke

khushiyon ne jaise chun sa liya


har manzar dil nashin hai..

aaha..aaha

tu hi tu har kahin hai

aaha..aaha

ho teri ye adaayein to hai sari kaatilana



tera deedar hua

pehla sa pyaar hua

pehli hi bar hua

iss dil ko

na toh inkaar hua

na hi iqrar hua

jaane kya yaar hua,

iss dil ko


tere bina main tanha tha har pal

hothon pe har dum thi tishnagi

maqsad nahin tha sapney nahin the


thi zindagi main aawaargi

tu mera rehnuma hai

manzil hain raasta hai

ho..mere liye tu to jaise rab kaa hai nazranaa


tera deedar hua

pehla sa pyaar hua

pehli hi bar hua

iss dil ko

na toh inkaar hua

na hi iqrar hua

jaane kya yaar hua,

iss dil ko


yoon tera muskuraana

aur aakey chaley jaana

yoon tera muskuraana

aur aakey chaley jaana

kismat ka hai khul jaana


tera deedar hua

pehla sa pyaar hua

pehli hi bar hua

iss dil ko

na toh inkaar hua

na hi iqrar hua

jaane kya yaar hua,

iss dil ko


ho..

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)