taat ka parda

taat ka parda lyrics

Poster taat ka parda

taat ka parda

lyrics/Album : Soorma Bhopali
Details
Singer Mohammed Rafi & Jagdeep
Genre Classical
Language Hindi
Album Soorma Bhopali
Poster taat ka parda
play
Lyrics

makhmal ho ya tat ka parda makhmal ho ya tat ka parda

makhmal ho ya tat ka parda parda hai har hal me parda

parda hai har hal me parda makhmal ho ya tat ka parda

makhmal ho ya tat ka parda kahte dhan ki laz ke saye

kahte dhan ki laz ke saye kahe apna pap chhupaye

kahe apna pap chhupaye din hote hi sab khul jaye

din hote hi sab khul jaye raz to hai zazbat ka parda

dhundh raha kyu rat ka parda tan ko apne man se dho le


rakh le apni bat ka parda parda hai har hal me parda

makhmal ho ya tat ka parda makhmal ho ya tat ka parda

manav kyu manav se ruthe manav kyu manav se ruthe

insa kyu insa ko lute insa kyu insa ko lute

kisi ke man ka tar na tute kisi ke man ka tar na tute

shisha ae dil ehsas ka parda ye jivan ek aash ka parda

pal do pal hai teri hasti pal do pal hai sans ka parda


sukh kar man ke karan chhute janam janam ka phera

karam hi tera darpan baba karam hi parda tera

parda hai har hal me parda makhmal ho ya tat ka parda

makhmal ho ya tat ka parda sant bali avtar payambar

sant bali avtar payambar sari duniya jinse muniwar

sari duniya jinse muniwar zinda hai jo aaj bhi mar kar

zinda hai jo aaj bhi mar kar pas bhi hai aur dur ka parda

maut hai is dukh dur ka parda duniya duniya karne wale

duniya duniya karne wale tod na dil ke nur ka parda

ye takadir ye khudi ka balpan rah jayega rah jayega

ye tan ka aakhiri fanda kapat rah jayega

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)