sundari yeh jeevan tera

sundari yeh jeevan tera lyrics

Poster sundari yeh jeevan tera

sundari yeh jeevan tera

lyrics/Album : Dal-pati
Details
Singer Suresh Wadkar & Sadhana Sargam
Genre Love
Language Hindi
Album Dal-pati
Poster sundari yeh jeevan tera
play
Lyrics

sundari ye jeevan tera

jo hain sada hain tera

sajana yeh jeevan

jo bhi hai sada hain tera

tu suhagan hain hamari

jan se jyada tu pyari

aa zara gale laga

sundri ye jeevan tera

jo hain sada hain tera

sajana ye jeevan

jo bhi hain sada hain tera


tu mera mohan pyara

kar baithi singar main

milan ki pyasi balam

tadpu ter pyar mein

tere bin suna suna

lagta ye sansar hain

tu nahin meri sajni

yeh jeevan bekar hain

jan jayegi tum bin

ye jara soch lena

mai tera chandarma

tu jara sochana

janejaa hame bhule kyu

man me sada rahti ho

sajana ye jeevan

jo bhi hai sada hain tera

sundri ye jeevan tera

jo hai sada hain tera

tu hi sajan hai hamara

jan se jyada tu pyara

aa jara gale laga

sundri ye jeevan tera

jo hain sada hain tera

sajana ye jeevan

jo bhi hai sada hain tera


bin tere mera jeevan

patjhad jaisa ho gaya

baithi hoon aas lagaye jane

kaha tu kho gaya

har ghadi tarsa sajni

hoke tumse main juda

tumse milne ki ghadiya

kab milti hain kya pata

tu nahin aaya to

main kaha jaungi

main chala aaunga

ye nahin bhulna

udd ke tu aa merae balam

dunia badi hai jalim

sundri ye jeevan tera.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)