suna suna

suna suna lyrics

Poster suna suna

suna suna

lyrics/Album : Krishna Cottage
Details
Singer Shreya Ghoshal
Genre Love
Language Hindi
Album Krishna Cottage
Poster suna suna
play
Lyrics

soona soona lamha lamha

meri rahein tanha tanha

aakar mujhe tum tham lo

manzil teri dekhe rasta

mud ke zara ab dekh lo

aisa milan phir ho na ho

sab kuch mera tum hi to ho

bapanah pyaar hai aaja

tera intezaar hai aaja

o bapanah pyaar hai aaja

tera intezaar hai aaja

soona soona lamha lamha

meri rahein tanha tanha


bichhde bhi ham jo kabhi raston main

to sang sang rahungi sada

kadmon ki aawaaz sun ke chalungi

tumhe dhoond loongi sada

bhooli mohabbat ki yeh khushbuye hain

hawaon main phaili hui

chhu kar mujhe aaj mahsoon kar lo

vo yadein meri unchhui

aisa milan phir ho na ho

sab kuch mera tum hi to ho

bapanah pyaar hai aaja

tera intezaar hai aaja

o bapanah pyaar hai aaja

tera intezaar hai aaja

soona soona lamha lamha

meri rahein tanha tanha


aaa.. aaa..

vadon ke dhagon main hum tum bandhe hain

zara dor tum tham lo

bahon main aise pighal jane do mujhko

aise mera naam lo

main vo shama hoon jo roshan tumhe karke

khud to pighal jaungi

subah ka sooraj tumhare liye hai

main hoon raat dhal jaungi

aisa milan phir ho na ho

sab kuch mera tum hi to ho

bapanah pyaar hai aaja

tera intezaar hai aaja

o bapanah pyaar hai aaja

tera intezaar hai aaja

soona soona lamha lamha

meri rahein tanha tanha

mud ke zara ab dekh lo

aisa milan phir ho na ho

sab kuch mera tum hi to ho

bapanah pyaar hai aaja

tera intezaar hai aaja

o bapanah pyaar hai aaja

tera intezaar hai aaja

soona soona lamha lamha

meri rahein tanha tanha.


You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)