sun to zara

sun to zara lyrics

Details
Singer Kumar Sanu, Bali Brahmbhatt & Sapna Mukherjee
Genre Dance
Language Hindi
Album Gaddaar
Poster sun to zara
play
Lyrics

dil mera kehta hai kya

sun to zara sun to zara

main aashiq tere pyar ka

sun to zara sun to zara

hai mohabbat ka jaadu

nahi dil pe kabu bana degi

pagal tujh baikarai

gadbad hai mamla

sun to zara sun to zara

deewana ho jayega

sun to zara sun to zara

dil mera kehta hai kya

sun to zara sun to zara


aise kaha jaa rahi hai

dilbar se daman bacha ke

todunga na apna wada

le jaaunga dil chura ke

kyu mere pichhe pada hai

mujhko nahi tu le jana

aata nahi hai anadi

meri mohabbat ko pana


mujhko hai sab kuch pata

sun to zara  sun to zara

deewana ho jayega

sun to zara sun to zara


meri jawa dhadkano main

dhak dhak si hone lagi hai

bechain si arzoo bhi

sapno mein khone lagi hai

main bas tujhe chahta hu

jaane jigar meri ho ja

saare jaha ko bhula ke

mere khayalo main kho jaa

khamoshiyo ki sada

sun to zara sun to zara

main aashiq tere pyar ka

sun to zara sun to zara

hai mohabbat ka jaadu

nahi dil pe kabu bana degi

pagal tujh baikarai

gadbad hai mamla

sun to zara sun to zara

deewana ho jayega

sun to zara sun to zara

dil mera kehta hai kya

sun to zara sun to zara

deewana deewana  ho jayega

sun to zara sun to zara

sun to zara sun to zara.


You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)