Singer | Udit Narayan & Aditya Narayan |
Genre | Dance |
Language | Hindi |
Album | Raja Ko Rani Se Pyar Ho Gaya |
jhure jhure ghan ghaiya
jhure jhure ghan ghaiya
jhure jhure ghan ghaiya
jhure jhure ghan ghaiya
sun lo re bandhu
sun lo re mitwaa
de ne ko hum aaye hain
tum sabhi ko nautaa
sun lo re bandhu
sun lo re mitwaa
de ne ko hum aaye hain
tum sabhi ko nautaa
aao re aao tum
ye kahani suno
hai mazedaar
ye daastan
sun lo re bandhu
sun lo re mitwaa
sun lo re bandhu
sun lo re mitwaa
rehti thi jahan
ek neelam pari
wahan aaya
koi shehzaada
do nigahein milin
do dilon ne kiya
saath jeeney ka
marney ka waada
aao re aao tum
ye kahani suno
hai mazedaar
ye daastan
sun lo re bandhu
sun lo re mitwaa
sun lo re bandhu
sun lo re mitwaa
kya tumne ya
baat suni hai
ye jo nadhi hai
kaisi nadhi hai
tum ye jaano
ya na jaano
tum ye maano
ya na maano
ye nadhi hai kahaniyon
ki ek nadhi
hai kahaniyaan
behti yahan
raat mein chaand
aur saare taare
yahan sunney aate
hain koi kahani
subha aa ke machchalti
hai ziddi hawa
phoolon se bhi hai
kehti deewani
aao re aao tum
ye kahani suno
hai mazedaar
ye daastan
sun lo re bandhu
sun lo re mitwaa
sun lo re bandhu
sun lo re mitwaa
pyaar se meetha
nadiyaa ka paani
geeton ke jaisi
is ki ravaani
tum ye jaano
ya na jaano
tum ye maano
ya na maano
pi liyaa is nadhi
ka jo paani kabhi
bhool jaaogey
tum ho kahan
doob hi jaaogey
is ki gehrayi mein
paas tum is
nadhi ke jo aaye
har kahani mein sapno
ke majdhaar hain
aur ye nadiya
kahani sunaye
aao re aao tum
ye kahani suno
hai mazedaar
ye daastan
sun lo re bandhu
sun lo re mitwaa
de ne ko hum aaye hain
tum sabhi ko nautaa
sun lo re bandhu
sun lo re mitwaa
sun lo re bandhu
sun lo re mitwaa
sun lo re bandhu
sun lo re mitwaa
sun lo re bandhu
sun lo re mitwaa.