Language | Bollywood |
baatein bahut huyi
kaam shuru karein kya
kal kya karega
aaj shuru kare kya
yeh desh apney hanth
kuch baaton se hoga na
tu khud hi hai nayak
toh shuru kare kya
shuruat se hi seekhte
galat hain garam hai
hum sab pe par
khud main jo dam hai
woh kum hai kya?
tere andar ki zameer
aaj num hai kya?
dusron pe bhauke
tujhe khud pe sharam hai kya
garibo pe atyachar
bachiyon ka balatkar
na ruke ga na toh hoga
aisa koyi chamatkar
ungli uthate par awaaz toh uthao
note sab chhape saale izzat kamao
batti tum jalate khali kadam badhate
apne andar ke andhere main
wo batti ko jalao
aaftab si udaan kyun
samaaj bana chilman sa
lutkar jo lathpath
tu puchhta hai jaat unka
tarkash me majhab
ye jabtak taraju ke
peedhhi ki maut hogi
gharshan kare shanka
haan ainak awaam ka hai
saaf nahi
devi haan sadko pe darke kyu
kaanp rahi
saanp bani chhati pe
dehshat dharam ki
tu khud hai masiha
ye ankhe kyu nam si
saanp bani chhati pe
dehshat dharam ki
tu khud hai masiha
ye ankhe kyu nam si
baatein bahut huyi
kaam shuru karein kya
kal kya karega
aaj shuru kare kya
yeh desh apney hanth
kuch baaton se hoga na
tu khud hi hai nayak
toh shuru karein kya
baatein bahut huyi
kaam shuru karein kya
kal kya karega
aaj shuru kare kya
yeh desh apney hanth
kuch baaton se hoga na
tu khud hi hai nayak
toh shuru karein kya
hindu bhai musalman ka toh
kayko ladte jaat pe
insaaniyat hai gumshuda
aur psycho hum halat se
aur apne logo ko toh chahiye
jaati ka vaad haathi ka daat
tu bol mujhko kidhar gayab insaaf
tabhi milega jabhi tu
apne haq ko bolna shuru karega
sach ko kholna
sabke baare mein sochna
ab tu nahi darega
aamir ke thali mein roti chhar
fakeer ko nahi hai mila prasaad
sab theek hai tera toh bada vyapaar
kamzor pe aise na daal dabav
chalo shuru se shuru kare
haal kyu behaal hai
aise toh azaadi ko
huye sattar saal hai
hum azaad na phirr bhi
kabhi sunnte na khudki
ghar baithe sochenge
masle ki tarkeeb
kadam le aage toh peeche
yeh kheeche tu zaada sach ugle
toh dharti ke neeche
ab neeche he rehna
himmat se sehna
wo maare wo peete
tu kuch bhi na kehna
har jaati se choti
yaha aurat ki jaat
dede jeewan ki dor
kisi aurke haath
yaha praan jaaye
par maan na jaaye
daulat ki lalach
hadapti duayein
baatein bahut huyi
kaam shuru karein kya
kal kya karega
aaj shuru kare kya
yeh desh apney hanth
kuch baaton se hoga na
tu khud hi hai nayak
toh shuru karein kya
baatein bahut huyi
kaam shuru karein kya
kal kya karega
aaj shuru kare kya
yeh desh apney hanth
kuch baaton se hoga na
tu khud hi hai nayak
toh shuru karein kya