sheron wali mata ka jab naam

sheron wali mata ka jab naam lyrics

Poster sheron wali mata ka jab naam

sheron wali mata ka jab naam

lyrics/Album : Amba
Details
Singer Suresh Wadkar & Kavita Krishnamurthy
Genre Devotional
Language Hindi
Album Amba
Poster sheron wali mata ka jab naam
play
Lyrics

ashi char churashi

kanthyawali mata

teri sada hi jai

uchiya pahada wali mata

teri sada hi jai

uchiya latha wali mata

teri sada hi jai


sherowali mata ka

jab naam jhuba par aata hain

sherowali mata ka

jab naam jhuba par aata hain

janam safal ho jata hain

janam safal ho jata hain

janam safal ho jata hain

aaj mata ka jagrata hain

jai mata di jai mata di

jai mata di jai mata di

jago sone walo

arey jago sone walo

darshan dene wali mata hain

mata ka jagrata hain

aaj mata ka jagrata hain

mata ka jagrata hain

aaj mata ka jagrata hain

mata ka jagrata hain

aaj mata ka jagrata hain

mata ka jagrata hain

aaj mata ka jagrata hain

mata ke darshan karne se

maan mandir ban jata hain

mata ka jagrata hain

aaj mata ka jagrata hain

mata ka jagrata hain

aaj mata ka jagrata hain

jai mata di jai mata di

jai mata di jai mata di


khushiya bate sherowali

khushiya bate sherowali

logo bhar lo jholiya khali

kuch mat mango banke sawali

mata ke bhakto ko

bin mange sab mil jata hain

janam safal ho jata hain

janam safal ho jata hain

mata ka jagrata hain

aaj mata ka jagrata hain

mata ka jagrata hain

aaj mata ka jagrata hain

mata ka jagrata hain

aaj mata ka jagrata hain


aao chale sab gham ke mare

aao chale sab gham ke mare

jag jeevan ke rashte sare

aate hain mata ke daware

mata ke daware se sidha

swrag ko rashta jata hain

janam safal ho jata hain

janam safal ho jata hain

janam safal ho jata hain

aaj mata ka jagrata hain

mata ka jagrata hain

aaj mata ka jagrata hain

mata ka jagrata hain

aaj mata ka jagrata hain

mata ka jagrata hain

aaj mata ka jagrata hain

mata ka jagrata hain

aaj mata ka jagrata hain


jhuti khushi se khush mat hona

jhuti khushi se khush mat hona

sancha jal kab mile mat rona

ye jeevan mein ek sawpan salona

jo khoya jo paya jag mein

jag mein hi rah jata hain

janam safal ho jata hain

janam safal ho jata hain

janam safal ho jata hain

aaj mata ka jagrata hain

mata ka jagrata hain

aaj mata ka jagrata hain

sherowali mata ka

jab naam jhuba par aata hain

janam safal ho jata hain

janam safal ho jata hain

janam safal ho jata hain

aaj mata ka jagrata hain

jai mata di jai mata di

sherowali mata ki jai jai bolo

sherowali mata ki jai jai bolo

ho bahrowali mata ki jai jai bolo

bahrowali mata ki jai jai bolo

jai mata di jai mata di jai mata di

jai mata di jai mata di

jai mata di jai mata di jai mata di

sare bolo jai mata di sare bolo

jai mata di jai mata di.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)