sheeshe ka samundar

sheeshe ka samundar lyrics

Details
Singer Ankit Tiwari
Genre Love
Language Hindi
Poster sheeshe ka samundar
play
Lyrics

sheeshe ka samundar

paani ki deewarein


sheeshe ka samundar

paani ki deewarein

maaya hai bharam hai

mohabbat ki duniya

iss duniya mein

jo bhi gayaa

woh toh gaya


ho sheeshe ka samundar

paani ki deewarein

maya hai bharam hai

mohabbat ki duniya

iss duniya mein

jo bhi gayaa

woh toh gaya


ho sheeshe ka samundar

paani ki deewarein


barf ki reton pe

shararon ka thikana

garm sehraaon mein

narmiyon ka fasaana

yaadon ka aaina

uthta hai jahaan

sach ki parchaaiyan

har jagah aati hai nazar


sone ke hain baadal

pattharon ki barish

maya hai bharam hai

mohabbat ki duniya

iss duniya mein

jo bhi gayaa

woh toh gaya


ho sheeshe ka samundar

paani ki deewarein

woo.. o.. wo.. o..


dil ki iss duniya mein

sarhadein hoti nahi

dard bhari aankhon mein

raahatein soti nahi

jitne ehsaas hain

anbujhi pyaas hai

zindagi ka falsafa

pyaar ki panahon mein chhupa


dhoop ki hawaayein

kaanton ke bageeche

maya hai bharam hai

mohabbat ki duniya

iss duniya mein

jo bhi gayaa

woh toh gaya


ho.. sheeshe ka samundar

paani ki deewarein

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)