shaadi jo kiya

shaadi jo kiya lyrics

Poster shaadi jo kiya

shaadi jo kiya

lyrics/Album : Barsaat
Details
Singer Ishq Bector
Genre Dance
Language Hindi
Album Barsaat
Poster shaadi jo kiya
play
Lyrics

haath utha ke zara gol ghum jaa

phoolon wala gajara jude mein saja

haath utha ke zara gol ghum jaa

phoolon wala gajara jude mein saja

mere sang mundiye nach ke dikha

shaadi jo kiya hain tune

toh ab nakhre bhi utha

shaadi jo kiya hain tune

toh ab nakhre bhi utha

haath utha ke zara gol ghum jaa

phoolon wala gajara jude mein saja

mere sang mundiye nach ke dikha

shaadi jo kiya hain tune

toh ab nakhre bhi utha

shaadi jo kiya hain tune

toh ab nakhre bhi utha


nazrein uthake zara dekh

sajna nazrein uthake zara dekh

nazrein uthake zara dekh

sajna nazrein uthake zara dekh

main toh hazaro mein ek

sajna main toh hazaro mein ek

baahon mein utha le seene se

laga le ab na kar bekaraar

chanda jaise mukhde pe bindiya laga

heere motiyo se jada haar manga

salma sitaron wali saadi manga

shaadi jo kiya hain tune

toh ab nakhre bhi utha

shaadi jo kiya hain tune

toh ab nakhre bhi utha


haath utha ke zara gol ghum jaa

phoolon wala gajara jude mein saja

haath utha ke zara gol ghum jaa

phoolon wala gajara jude mein saja

mere sang mundiye nach ke dikha

shaadi jo kiya hain tune

toh ab nakhre bhi utha

shaadi jo kiya hain tune

toh ab nakhre bhi utha


nazrein uthake zara dekh

sajna nazrein uthake zara dekh

nazrein uthake zara dekh

sajna nazrein uthake zara dekh

main toh hazaro mein ek sajna

main toh hazaro mein ek

baahon mein utha le seene se

laga le ab na kar bekaraar

chanda jaise mukhde pe bindiya laga

heere motiyo se jada haar manga

salma sitaron wali saadi manga

shaadi jo kiya hain tune

toh ab nakhre bhi utha

shaadi jo kiya hain tune

toh ab nakhre bhi utha


din hain jawani ke char sajna

din hain jawani ke chaar

din hain jawani ke char sajna

din hain jawani ke chaar

hoga nahi intejaar

sajna hoga nahi intejaar

dhak dhak kare dil mera

bole kare tu mujhse pyaar

khali khali kamre mein palang bicha

duniya ki khushiyan mujhpe luta

chahto ki madeera htoho se pila

shaadi jo kiya hain tune

toh ab nakhre bhi utha

shaadi jo kiya hain tune

toh ab nakhre bhi utha


haath utha ke

zara gol ghum jaa

phoolon wala gajara

ab jude mein saja

mere sang mundiye

nach ke dikha

shaadi jo kiya hain tune

toh ab nakhre bhi utha

shaadi jo kiya hain tune

toh ab nakhre bhi utha.


You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)