sawan ki raaton mein

sawan ki raaton mein lyrics

Poster sawan ki raaton mein

sawan ki raaton mein

lyrics/Album : Ek Tha Raja
Details
Singer Abhijeet Bhattacharya & Kavita Krishnamurthy
Genre Romantic
Language Hindi
Album Ek Tha Raja
Poster sawan ki raaton mein
play
Lyrics

sawan ki raato mein

baato hi baato mein

sawan ki raato mein

baato hi baato mein

pagal dil mastana

hone laga deewana

khushboo shabab ki

hai paheli bahar mein

bekarar ho rahe hai

hum to aaj pyar mein


sawan ki raato mein

baato hi bato mein

sawan ki raato mein

baato hi bato mein

pagal dil mastana

hone laga deewana

khushboo shabab ki

hai paheli bahar mein

bekarar ho rahe hai

hum to aaj pyar mein


thodi si sardi hai

thodi si garmi hai

galo se tapke pasina

thodi mohabbat hai

thodi sharart hai

deewangi ka mahina


thodi si sardi hai

thodi si garmi hai

galo se tapke pasina

thodi mohabbat hai

thodi sharart hai

deewangi ka mahina

uljhi hai zulf jo aaja sawar doon

tu bekarar hai

tujhe main kara doon

tu bekarar hai

tujhe main kara doon


sawan ki raato mein

baato hi bato mein

sawan ki raato mein

baato hi bato mein

pagal dil mastana

hone laga deewana

khushboo shabab ki

hai paheli bahar mein

bekarar ho rahe hai

hum to aaj pyar mein


kali ghatao ne thandi hawao ne

kyun dhadkano ko jagaya

katil nigaho ne teri adaao ne

deewanepan ko bhadaya


kali ghatao ne thandi hawao ne

kyu dhadkano ko jagaya

katil nigaho ne teri adaao ne

deewanepan ko bhadaya

aise mein saathiya dil mein khyal hai

chahat mein dilruba

bada bura hal hai

chahat mein dilruba

bada bura hal hai


sawan ki raato mein

baato hi baato mein

sawan ki raato mein

baato hi baato mein

pagal dil mastana

hone laga deewana

khushboo shabab ki

hai paheli bahar mein

bekarar ho rahe hai

hum to aaj pyar mein

sawan ki raato mein

baato hi baato mein

sawan ki raato mein

baato hi baato mein.


You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)