sari sari raina

sari sari raina lyrics

Poster sari sari raina

sari sari raina

lyrics/Album : Nayee Padosan
Details
Singer Shaan & Shweta Pandit
Genre Dance
Language Hindi
Album Nayee Padosan
Poster sari sari raina
play
Lyrics

saari saari raina

jaage mere naina

saari saari raina

jaage mere naina

baat maane na beqaraar dil

raat din kare intezaar dil


ho baat maane

na beqaraar dil

raat din kare intezaar dil


mera khayaal hai

dekho kamaal hai

mera khayaal hai

dekho kamaal hai

meri nayi padosan

dekho yaaron


woh meri uska

hoon main diwaana

jaane na jaane

woh jaane jaana

ban gaya chupke

se ye afsaana

jaane na jaane

woh jaane jaana


suno suno suno suno

usse nahin pata hai

jise maine chuna hai

har ghadi woh har ghadi woh

khayaalon mein basa hai

nigaahon mein chhupa hai


nazar mili nazar se

toh bana main nishaana

yaaron yaaron yaaron

saari saari raina

jaage mere naina

baat maane na beqaraar dil

raat din kare intezaar dil

mera khayaal hai

dekho kamaal hai

mera khayaal hai

dekho kamaal hai

meri nayi padosan

dekho yaaron


woh abhi karti hai

kuch naadaani

lekin banegi meri diwaani

pyaar se darti hai woh diljaani

lekin banegi meri diwaani


haay woh diwana

woh diwaana

zara sa machla hai

nazaaron mein pala hai

woh anjaana woh anjaana

sitaaron mein dhhala hai

churaake dil chala hai


main us pe mar gaya

hoon koyi toh use bataana

yaaron yaaron yaaron

saari saari raina

jaage mere naina


ho baat maane

na beqaraar dil

raat din kare intezaar dil

mera khayaal hai

dekho kamaal hai

mera khayaal hai

dekho kamaal hai

meri nayi padosan

dekho yaaron.


You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)