sard raaton mein yu

sard raaton mein yu lyrics

Poster sard raaton mein yu

sard raaton mein yu

lyrics/Album : Jurmana
Details
Singer Poornima
Genre Love
Language Hindi
Album Jurmana
Poster sard raaton mein yu
play
Lyrics

sard raaton mein yoon

door jaao na tum

sard raaton mein yoon

door jaao na tum

aag dil mein lagi

dil jalao na tum

dekho raat yeh hasi hai

kaisi khili chndani hai

aise ruth na rutho o sanam

sard raaton mein yoon

door jaao na tum

aag dil mein lagi dil jalao na tum


thandi thandi hawa se

udta hai yeh aanchal

betab hai barasne ko

zulfon ka yeh badal

ek taraf hai yeh deewani

uspe teri ada

apni aisi adao se

yoon karo na pagal

tere pyar ka nasha hai

nash nash mein chada hai

aise rutho na rutho o sanam

sard raaton mein yoon

door jaao na tum

aag dil mein lagi dil jalao na tum


madhosh hai yeh aalam

behka behka sama

ladkhadane lagi sanam

dhadkano ki juban

aa ke baaho mein tham lo

sanso ka yeh tohfa

bekarari badhao na

aa bhi jao yaha

kaisi chhayi bekhudi hai

pyasi pyasi zindagi hai

aise rutho na rutho o sanam

sard raaton mein yoon

door jaao na tum

aag dil mein lagi dil jalao na tum

dekho raat yeh hasi hai

kaisi khili chndani hai

aise ruth na rutho o sanam

sard raaton mein yoon

door jaao na tum

aag dil mein lagi dil jalao na tum.


You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)