sanwara salona shyam

sanwara salona shyam lyrics

Poster sanwara salona shyam

sanwara salona shyam

lyrics/Album : Krishna-krishna
Details
Singer Chandrani Mukherjee & Sharda Sinha
Genre Dance
Language Hindi
Album Krishna-krishna
Poster sanwara salona shyam
play
Lyrics

sanwara salona shyam rang wala

sare jagat ko magan kar dala

sanwara salona shyam rang wala

sare jagat ko magan kar dala

kahna re kanha matwala re

kahna re kanha matwala re

sanwara salona shyam rang wala

sare jagat ko magan kar dala


bansi bajaye jadu chalaye

gopin ke sang sang ras rachaye

gopin ke sang sang ras rachaye

jamuna kinare gauwe charaye

rang gali mein dhum machaye

rang gali mein dhum machaye

gaye rijhaye man matwala re

jai jai jai ho

sanwara salona shyam rang wala

sare jagat ko magan kar dala

sanwara salona shyam rang wala

sare jagat ko magan kar dala


chail chabila jan jan ka pyara

aisa anokha sabse hain nyara

aisa anokha sabse hain nyara

gokul ka nanda lage dulara

nand yaoshda ke aankho ka tara

nand yaoshda ke aankho ka tara

apne hi rang mein rang dala

jai jai jai ho

sanwara salona shyam rang wala

sare jagat ko magan kar dala

sanwara salona shyam rang wala

sare jagat ko magan kar dala


ho sooraj bhi tum ho chanda bhi tum ho

sabke hariday ke taro mein tum ho

sabke hariday ke taro mein tum ho

dharti bhi tum ho ambar bhi tum ho

jeevan ki har jhankaro mein tum ho

jeevan ki har jhankaro mein tum ho

karishan kahaiya gopala re

jai jai jai ho

sanwara salona shyam rang wala

sare jagat ko magan kar dala

sanwara salona shyam rang wala

sare jagat ko magan kar dala

kahna re kanha matwala re

kahna re kanha matwala re

sanwara salona shyam rang wala

sare jagat ko magan kar dala.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)