sajan tum hamen

sajan tum hamen lyrics

Poster sajan tum hamen

sajan tum hamen

lyrics/Album : Krishna-krishna
Details
Singer Sharda Sinha
Genre Love
Language Hindi
Album Krishna-krishna
Poster sajan tum hamen
play
Lyrics

sajan tum hamen yunhi

sataya na karna

sajan tum hamen yunhi

sataya na karna

kahi tum hamen man se

bhulaya na karna

kahi tum hamen man se

bhulaya na karna

sajan tum hamen

yunhi sataya na karna


man mein viraje murat hain teri

man mein viraje murat hain teri

chalke hain naina yaad mein teri

chalke hain naina yaad mein teri

yaad mein teri

sada tum chupake hamen

man mein rakhna

sada tum chupake hamen

man mein rakhna

kahi tum hamen man se

bhulaya na karna

sajan tum hamen

yunhi sataya na karna


jaha bhi mai dekhu

waha tu hi tu hain

jaha bhi mai dekhu

waha tu hi tu hain

prem dagar ka sathi bhi tu hain

prem dagar ka sathi bhi tu hain

sathi bhi tu hain

suno mere chaliye

kabhi chal na karna

suno mere chaliye

kabhi chal na karna

kahi tum hamen man se

bhulaya na karna

sajan tum hamen

yunhi sataya na karna


charno mein tere hain meri kashi

charno mein tere hain meri kashi

yug yug se hoon main teri dasi

yug yug se hoon main teri dasi

main teri dasi

daya karke mujhko

sharan mein tum rakhna

daya karke mujhko

sharan mein tum rakhna

kahi tum hamen

man se bhulaya na karna

kahi tum hamen

man se bhulaya na karna

sajan tum hamen

yunhi sataya na karna.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)