sagar sang kinare hai

sagar sang kinare hai lyrics

Poster sagar sang kinare hai

sagar sang kinare hai

lyrics/Album : Vijaypath
Details
Singer Kumar Sanu & Alka Yagnik
Genre Love
Language Hindi
Album Vijaypath
Poster sagar sang kinare hai
play
Lyrics

sagar sang kinaare hain

phoolon sang bahaare hain

sagar sang kinaare hain

phoolon sang bahaare hain

aise hi tum mere ho aur

hum tumhaare hain

haan hum tumhaare hain

sagar sang kinaare hain

phoolon sang bahaare hain

sagar sang kinaare hain

phoolon sang bahaare hain

aise hi tum mere ho

aur hum tumhaare hain

haan hum tumhaare hain


dil jo hamaara tha kal

tak kyon ye kisika hone laga

kisake tassabur mein

din rain ab ye dil khone laga

pehali nazar ke pehale

pyaar ka dekho hak ada karana

meri kasaam hain tumako sanam

dil se na juda karana

dil se na juda karana

hum tum dono sang rahenge

jaise chaand taare hain

hum tum dono sang rahenge

jaise chaand taare hain

i promise tum mere ho

aur hum tumhaare hain,

haan hum tumhaare hain


hum hain tum ho aur

ye dekho rang birangi waadi hain

baarish ke thande mausam

mein aur bhi aag lagadi hain

darr lagata hain in baaton se

rehana door jaroori hain

tan man jab tak dono milena

pyaar ki pyaas adhuri hain

pyaar ki pyaas adhuri hain

pyaar ki bazi mein rab jaane

kya jeete kya haare hain

pyaar ki bazi mein rab jaane

kya jeete kya haare hain

ye jaanam tum mere ho

aur hum tumhaare hain,

haan hum tumhaare hain

sagar sang kinaare hain

phoolon sang bahaare hain

aise hi tum mere ho

aur hum tumhaare hain ,

haan hum tumhaare hain.


You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)