Singer | Amit Kumar, Udit Narayan & Vijeta Pandit |
Genre | Drama |
Language | Hindi |
Album | Kabhi Haan Kabhi Naa |
doston abb app jo sunege
yeh gana hi nahi ek kahani bhi hai
haan ek scchai kahani
ek don ki kahani
sachi yeh kahani hai
sunlo meri jaan
kahin ek seher mein tha ek nau jawan
scchaa seedha sa pyara insaan
kya kahon woh bana kaise don
kaise don
sachi yeh kahani hai
sunlo meri jaan
kahin ek seher mein tha ek nau jawan
scchaa seedha sa pyara insaan
kya kahon woh bana kaise don
kaise don
roji ke liye jahan jahan jata woh
thokar hi sada waha waha pata woh
roji ke liye jahan jahan jata woh
thokar hi sada waha waha pata woh
par woh jawan tha iraade ka jawan
chod diya aakhir sarifho ka jahan
par woh jawan tha iraade ka jawan
chod diya aakhir sarifho ka jahan
jis din se woh don ban gaya
darne lage log esha tofan ban gaya
aur kya kahu mein sara jahan
tha uske kadmo mein
yun to jo bhi chaha woh mila
par dil ka gul na khila
dil ki khushi milti to
pyar use karta
yeh jahan
yeh jahan
sachi yeh kahani hai
sunlo meri jaan
kahin ek seher mein tha ek nau jawan
scchaa seedha sa pyara insaan
kya kahon woh bana kaise
don don don don don
kaise don
aage kya kahun uski kahaniya
jali hai sada eso ki jawaniya
aage kya kahun uski kahaniya
jali hai sada eso ki jawaniya
appne ne bhi to na kiya usse pyar
roothi rahi sada mohbaat ki bahar
appne ne bhi to na kiya usse pyar
roothi rahi sada mohbaat ki bahar
logon mein aata jab kabhi
has hassta jab kabhi
dekne wale ko hota tha
us hasi pe roneeeee
ka guman..ka guman
sachi yeh kahani hai
sunlo meri jaan
kahin ek seher mein tha ek nau jawan
scchaa seedha sa pyara insaan
kya kahon woh bana kaise
don don don don
kaise don..don don don
kaise don..don don don
kaise don..don don don.