sabhi ko khuda ki

sabhi ko khuda ki lyrics

Poster sabhi ko khuda ki

sabhi ko khuda ki

lyrics/Album : Dilbar
Details
Singer Kumar Sanu & Alka Yagnik
Genre Sad
Language Hindi
Album Dilbar
Poster sabhi ko khuda ki
play
Lyrics

sabhi ko khuda ki khudayi ne mara

sabhi ko khuda ki khudayi ne mara

mujhe yaar teri judayi ne mara

mujhe yaar teri judayi ne mara

judayi ne mara

sabhi ko khuda ki khudayi ne mara

sabhi ko khuda ki khudayi ne mara

mujhe yaar teri judayi ne mara

mujhe yaar teri judayi ne mara


tu jane gazal hai, tu jane wafa hai

tu jane gazal hai, tu jane wafa hai

magar ye zamana bada bewafa hai

magar ye zamana bada bewafa hai

zamane ki is bewfayi ne mara

zamane ki is bewfayi ne mara

mujhe yaar teri judayi ne mara

mujhe yaar teri judayi ne mara

sabhi ko khuda ki khudayi ne mara

mujhe yaar teri judayi ne mara

mujhe yaar teri judayi ne mara


mujhe rat din yu teri yaad aayi

teri yaad aayi

mujhe rat din yu teri yaad aayi

tere naam ki maine di hai duhayi

tere naam ki maine di hai duhayi

tere naam ki is duhayi ne mara

tere naam ki is duhayi ne mara

mujhe yaar teri judayi ne mara

mujhe yaar teri judayi ne mara

sabhi ko khuda ki khudayi ne mara

mujhe yaar teri judayi ne mara

mujhe yaar teri judayi ne mara


mohabbat pe isne kayamat ye dhayi

mohabbat pe isne kayamat ye dhayi

haya is zamane ko hargiz na aayi

haya is zamane ko hargiz na aayi

zamane ki is behayai ne mara

zamane ki is behayai ne mara

mujhe yaar teri judayi ne mara

mujhe yaar teri judayi ne mara

sabhi ko khuda ki khudayi ne mara

mujhe yaar teri judayi ne mara

mujhe yaar teri judayi ne mara

judayi ne mara

sabhi ko khuda ki khudayi ne mara

mujhe yaar teri judayi ne mara

mujhe yaar teri judayi ne mara.



You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)