Singer | Shailender Singh, Mohammed Aziz & Kavita Krishnamurthy |
Genre | Happy |
Language | Hindi |
Album | Dosti Dushmani |
sath baras ka dulhan pachpan sal ki
sath baras ka dulhan pachpan sal ki
jai bolo jai bolo jai bolo nandlal ki
sath baras ka dulhan pachpan sal ki
jai bolo jai bolo jai bolo nandlal ki
kya hai deepak bati kya hain
chanda aur chakori inki jodi jaise
are inki jodi jaise jaise shivji jodi
sath baras ka dulhan pachpan sal ki
jai bolo jai bolo jai bolo nandlal ki
ghunghat mein dulhan ka chera
ayaehaye dulhe ne bandha hai sehra
ghunghat mein dulhan ka chera
aye haye dulhe ne bandha hai sehra
aaj hui phir inki sadi
aye haye aaj phir liya satwa fera
are tum kyun hamse door khade ho
are tum kyun hamse door khade ho
tum ho ape sathi
sath hamare jhoomo gao ban jao barati
sath baras ka dulhan pachpan sal ki
jai bolo jai bolo jai bolo nandlal ki
dekho pita ji aur mata ji
dekho pita ji aur mata ji
main tumko hoon samjhata ji
janam janam tak sath nibhana
janam janam ka ye nata ji
mai murkh hoon oye oye
mai murkh hoon par
pandit ka kam kiya hai
tum dono ko pati patni
ka maine naam diya hain
sath baras ka dulhan pachpan sal ki
jai bolo jai bolo jai bolo nandlal ki
apna jeevan jane kaisa
ram kare ho jaye aisa
ho jaye aisa
sath baras ke jab hum ho to
byah kare phir inke jaisa inke jaisa
log hamari sadi ka
bhi yun hi jasan manaye
log hamari sadi ka
bhi yun hi jasan manaye
aaj jo hamne gaya hain
ye geet milan ka gaye
sath baras ka dulhan pachpan sal ki
jai bolo jai bolo jai bolo nandlal ki
sath baras ka dulhan pachpan sal ki
jai bolo jai bolo jai bolo nandlal ki.