saaiyaan

saaiyaan lyrics

Details
Singer Shahid Mallya
Genre Sad
Language Hindi
Album Gunday
Poster saaiyaan
play
Lyrics

kal meera tadpi kanha ko

sab laj samaaj ganwaai re

ab prem mein tadpan tarsan ki

hai baari kanha ki aayi re


mori jaan gayi (mori jaan gayi..)

o.. tora khel hua (tora khel hua..)

mujh se main rootha

mujh mein main toota aa..


o.. mujh se main rootha

mujh mein main toota

mujhko maine ishq wafaa mein

khud hi hai loota (khud hi hai loota..)

lut lut ke, lut lut ke..

jeena hai marna baanke yaar bina


saaiyaan.. hun main ki karaan

saaiyaan.. jeena ya maraan

saaiyaan.. rab mujhse khafa

saaiyaan..


saaiyaan.. hunn main kee karaan

saaiyaan.. jeena ya maraan

saaiyaan.. rab mujhse khafa

saaiyaan..


mujh se main rootha

mujh mein main toota

mujhko maine ishq wafaa mein

khud hi hai loota

lut-lut ke.. lut-lut ke..

jeena hai marna baanke yaar bina


saaiyaan.. hun main ki karaan

saaiyaan.. jeena ya maraan

saaiyaan.. rab mujhse khafa

saaiyaan.. (repeat once)


ho.. sapnon ke sheeshe tute

dukh ki daraar se

chaah ke bhi nikle na mann majhdhar se

koi bhi na bole aur koi bhi bulaaye na

phir bhi aawaazein sune baadlon ke paar se

rus rus ke, rus rus ke..

man se manjana khud hi yaar bina


saaiyaan.. hun main ki karaan

saaiyaan.. jeena ya maraan

saaiyaan.. rab mujhse khafa

saaiyaan.. (repeat once)

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)