Singer | No |
Genre | Emotional |
Language | Hindi |
Album | 22 Yards |
ruk ja nadeem, ruk ja
aarz hai aaj mohlat ki
fizayein laati hai barish ki khabar
aaj thehar tu yahin
mit gaye hai sitaare
lekar neend hamari
aur manzilo ke thikane
main khoo chuka itra tera
khoo chuka ikraar tera
reh gayi farmaishe
behne de jo beh rahe
so rahe woh parinde
jo udte the yahan
milte the yahan
udte the yahan
kya pata kahan?
oh nadeem rukja
kyun sahar meri gumshuda
tuhi bata, kyun behad hai ye raat
kyun seh rahe har khwab
oh nadeem rukja
bheed mein tu jo chup ke
bhaag rahi hai khud se
mushkura de tu jara
aashman bhi bula raha hai
badalon mein teri duwayein
ae nadeem rukja
behne de jo beh rahe
so rahe woh parinde
jo udte the yahan
milte the yahan
udte the yahan
kya pata kahan?
oh nadeem rukja
kyun sahar meri gumshuda
tuhi bata, kyun behad hai ye raat
kyun seh rahe har khwab
oh nadeem rukja
rukja (rukja)
rukja (rukja)
rukja
aashman bhi bula raha hai
badalon mein teri duwayein
aashman bhi bula raha hai
badalon mein teri duwayein
aashman bhi bula raha hai
badalon mein teri duwayein