Singer | Arko |
Language | Bollywood |
Album | Ghost (2019) |
ankahi hai jo baatein
kehni hai tumse hi
kyun ye nazrein meri
thehri hai tumpe hi
rooh ka rishta ye jood gaya
jahan tu muda main bhi mud gaya
rasta bhi tu hai manzil bhi tu hi
haan teri hi zarurat hai mujhe
kaise samjhaun main tujhe
mangta hu tujhe yaar tujhse hi
rooh ka rishta ye jud gaya
jahan tu muda main bhi mud gaya
rasta bhi tu hai manjil bhi tu hi
haan teri hi zarurat hai mujhe
kaise samjhaun main tujhe
mangta hu tujhe yaar tujhse hi
bechainiyan ab badhne lagi hai
sabr raha na besabri hai
aanch thodi saanson ko dede
mushqil mein ye jaan meri hai
behta hu tujh mein main bhi
na chhupa khud se hi
mehkun khushbu se jiski
ban wo kastoori
rooh ka rishta ye jud gaya
jahan tu muda main bhi mud gaya
rasta bhi tu hai manjil bhi tu hi
haan teri hi zarurat hai mujhe
kaise samjhaun main tujhe
mangta hu tujhe yaar tujhse hi
jab se mila hu tujhse
bas na raha hai khud pe
bolti aakhon ne jaadu kar diya
bakash de mujhe khudara
maine jab use pukara
ho gayi khata tera naam le liya
sath ho jo umar bhar
wo khushi ban meri
har kami manzoor hai
bin tere jeena nahi
rooh ka rishta yeh jud gaya
jahan tu muda main bhi mud gaya
rasta bhi tu hai manzil bhi tu hi
haan teri hi zarurat hai mujhe
kaise samjhaun main tujhe
mangta hu tujhe yaar tujhse hi