raja ka baj gaya baaja

raja ka baj gaya baaja lyrics

Poster raja ka baj gaya baaja

raja ka baj gaya baaja

lyrics/Album : Farishtay
Details
Singer Shabbir Kumar & Alka Yagnik
Genre Dance
Language Hindi
Album Farishtay
Poster raja ka baj gaya baaja
play
Lyrics

apna hai raaj phir kahe ka raja

raja ka hamne baja diya baja

apna hai raz phir kahe ka raja

raja ka hamne baja diya baja

raja ko mil gaya aaj maharaja

raja ka hamne baja diya baja

apna hai raajz phir kahe ka raja

raja ka hamne baja diya baja


cham cham nach uthe

hoon bandhan tut gaye

tut gayi sari zanjeer

hum bhi chut gaye

cham cham nach uthe

hoon bandhan tut gaye

tut gayi sari zanjeer

hum bhi chut gaye

sar pe pada jab janta ka danda

raja ka gussa ho gaya thanda

sar pe pada jab janta ka danda

raja ka gussa ho gaya thanda

tuta mahal rah gaya darwaja

raja ka hamne baja diya baja

raja ko mil gaya aaj maharaja

raja ka hamne baja diya baja

apna hai raz phir kahe ka raja

raja ka hamne baja diya baja


humne bahut ki teri gulami

barso di hamne tujhko salami

humne bahut ki teri gulami

barso di hamne tujhko salami

wo din gaye ab tu bhi chala ja

raja ka hamne baja diya baja

raja ko mil gaya aaj maharaja

raja ka hamne baja diya baja

apna hai raz phir kahe ka raja

raja ka hamne baja diya baja


denge tujhe hum sare duaye

tu leke aaya thandi hawaye

denge tujhe hum sare duaye

tu leke aaya thandi hawaye

banke tu badal basti pe chha ja

raja ka hamne baja diya baja


pahle watan uske bad sab hain

kaisi gulami sab azad hain

pahle watan uske bad sab hain

kaisi gulami sab azad hain

logo suno ye khabar ek taja

raja ka hamne baja diya baja

raja ko mil gaya aaj maharaja

raja ka hamne baja diya baja

apna hai raz phir kahe ka raja

raja ka hamne baja diya baja.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)