Singer | Alka Yagnik & Udit Narayan |
Genre | Love |
Language | Hindi |
Album | Insan |
jab se dil diya hai tumko chain na aaya re
rabba mere rabba rabba kyu ye dil lagaya re
rabba mere rabba rabba kyu ye dil lagaya
ishk aankho me leke tum jo najdik aaye
ishk aankho me leke tum jo najdik aaye
dekh ke maine tumko kitne sapne sajaye, sajaye
jab se dil diya hai tumko chain na aaya re
jab se dil diya hai tumko chain na aaya re
rabba mere rabba rabba kyu ye dil lagaya re
rabba mere rabba rabba kyu ye dil lagaya
jab se dil diya hai tumko chain na aaya re
jab se dil diya hai tumko chain na aaya re
rabba mere rabba rabba kyu ye dil lagaya re
rabba mere rabba rabba kyu ye dil lagaya
main kaha hun kidhar hun kuch pata nahi
kuch pata nahi
kisliye bekhabar hun kuch pata nahi
kuch pata nahi
muskurana tumhara hosh mere udaaye
dil churana tumhara mujhe aashik banaye, banaye
meri dhadkano pe hardam kya surur chhaye re
meri dhadkano pe hardam kya surur chhaye re
rabba mere rabba rabba kyu ye dil lagaya re
rabba mere rabba rabba kyu ye dil lagaya
man hamara bada hi bekarar hai, bekarar hai
har ghadi bas tumhara intzar hai, intzar hai
haal mere jiya ka tum samjh hi na paye
dard chahat ka deke mujhe kitna sataye, sataye
maine bhid me bhi khud ko tanha tanha paya re
maine bhid me bhi khud ko tanha tanha paya re
rabba mere rabba rabba kyu ye dil lagaya re
rabba mere rabba rabba kyu ye dil lagaya
jab se dil diya hai tumko chain na aaya re
jab se dil diya hai tumko chain na aaya re
rabba mere rabba rabba kyu ye dil lagaya re
rabba mere rabba rabba kyu ye dil lagaya
(rabba mere rabba rabba kyu ye dil lagaya re
rabba mere rabba rabba kyu ye dil lagaye