pyar mein hota hai

pyar mein hota hai lyrics

Poster pyar mein hota hai

pyar mein hota hai

lyrics/Album : Papa Kehte Hai
Details
Singer Kumar Sanu & Alka Yagnik
Genre Love
Language Hindi
Album Papa Kehte Hai
Poster pyar mein hota hai
play
Lyrics

pyar mein hota hai kya jaadu

tu jaane ya main jaanu

pyar mein hota hai kya jaadu

tu jaane ya main jaanu

rehta nahi kyun dil par kaboo

tu jaane ya main jaanu

pyar mein hota hai kya jaadu

tu jaane ya main jaanu


gun gun kerta kyun phirta hai

koi bhawra baghon mein

o gun gun kerta kyun phirta hai

koi bhawra baghon mein

kyun hoti hai phool mein khushaboo

tu jaane ya main jaano

pyar mein hota hai kya jaadu

tu jaane ya main jaanu


chandni raatein ho toh chakori

pagal si kyun hoti hain

chandni raatein ho toh chakori

pagal si kyun hoti hain

jungle mein koyal ki ku ku

tu jaane ya main jaanu

pyar mein hota hai kya jaadu

tu jaane ya main jaanu


jaisay haryaali aur sawan

jaisay bharkha aur badal

o jaisay haryaali aur sawan

jaisay bharkha aur badal

tere liye main mere liye tu

tu jaane ya main jaano

pyar mein hota hai kya jaadu

tu jaane ya main jaanu


pyar mein hota hai kya jaadu

tu jaane ya main jaanu

rehta nahi kyun dil par kaboo

tu jaane ya main jaanu

tu jaane ya main jaanu

tu jaane ya main jaanu.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)