pyar kabhi kam nahi karna

pyar kabhi kam nahi karna lyrics

Poster pyar kabhi kam nahi karna

pyar kabhi kam nahi karna

lyrics/Album : Prem Pratigyaa
Details
Singer Bappi Lahiri & Asha Bhosle
Genre Love
Language Hindi
Album Prem Pratigyaa
Poster pyar kabhi kam nahi karna
play
Lyrics

pyar kabhi kam nahi karna

koi sitam kar lena

pyar kabhi kam nahi karna

koi sitam kar lena

mar jaayenge aasiq warna

itna karam kar lena


pyar kabhi kam nahi karna

koi sitam kar lena

mar jaayenge aasiq warna

itna karam kar lena

pyar kabhi kam nahi karna

koi sitam kar lena


meri subah aur meri shaam

aati hai lekar aap ka naam

aap ka naam

aap ke hi kadmo mai sanam

gujregi meri umra tamaam

umra tamaam

hum ko juda mat karna

chahe sar ko kalam kar dena


pyar kabhi kam nahi karna

koi sitam kar lena

mar jaayenge aasiq warna

itna karam kar lena

pyar kabhi kam nahi karna

koi sitam kar lena


maine apni khushiya tamaam

kar di aaj se aap ke naam

aap ke naam

pyar ka jab aagaaz kiya

kyun soche dil ka anjaam

dil ka anjaam

dil pe hamare tiro ki barkha

jitna ho dum kar lena


pyar kabhi kam nahi karna

koi sitam kar lena

mar jaayenge aasiq warna

itna karam kar lena

pyar kabhi kam nahi karna

koi sitam kar lena

mar jaayenge aasiq warna

itna karam kar lena


pyar kabhi kam nahi karna

koi sitam kar lena.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)