pyaar kiya to darna kiya lyrics – lata mangeshkar

pyaar kiya to darna kiya lyrics – lata mangeshkar lyrics

Poster pyaar kiya to darna kiya lyrics – lata mangeshkar

pyaar kiya to darna kiya lyrics – lata mangeshkar

Details
Singer Lata Mangeshkar
Language Bollywood
Poster pyaar kiya to darna kiya lyrics – lata mangeshkar
play
Lyrics

Insaan kisi se duniya me
Ek baar mohabbat karta hai
Is dard ko lekar jitaa hai
Is dard ko lekar marta hai

Pyaar kiya to darna kya
Jab pyaar kiya to darna kya
Pyaar kiya koi chori
Nahi ki pyaar kiya
Pyaar kiya koi chori
Nahi ki chhup chhup
Aahe bharna kya
Jab pyaar kiya to darna kya
Pyaar kiya to darna kya
Jab pyaar kiya to darna kya

Aaj kahege dil kaa fasana
Jaan bhi lele chaahe zamana
Aaj kahege dil kaa fasana
Jaan bhi lele chaahe zamana
Maut wohi jo duniya dekhe
Maut wohi jo duniya dekhe
Ghut ghut kar yun marna kya
Jab pyaar kiya to darna kya
Pyaar kiya to darna kya
Jab pyaar kiya to darna kya

Unaki tamannaa dil me rahegi
Shamma isi mehafil me rahegi
Unaki tamannaa dil me rahegi
Shamma isi mehafil me rahegi
Ishq me jinaa ishq me marna
Ishq me jinaa ishq me marna
Aur hame ab karna kya
Jab pyaar kiya to darna kya
Pyaar kiya to darna kya
Jab pyaar kiya to darna kya

Chhup na sakegaa ishq
Hamara chaaro taraf
Hai un ka nazara
Chhup na sakegaa ishq
Hamara chaaro taraf
Hai un ka nazara
Parda nahi jab koi khudaa se
Parda nahi jab koi khudaa se
Bado se parda karna kya
Jab pyaar kiya to darna kya
Pyaar kiya to darna kya
Jab pyaar kiya to darna kya
Pyaar kiya koi chori nahi ki
Chhup chhup aahe bharna kya
Jab pyaar kiya to darna kya
Jab pyaar kiya to darna kya.

Music Video Of: Pyaar Kiya To Darna Kiya

Related posts:

  1. Yaad Kiya Dil Ne Lyrics – Lata Mangeshkar
  2. Dil Ne Phir Yaad Kiya Lyrics – Lata Mangeshkar
  3. Veriya Ve Kiya Kya Kasoor Lyrics – Lata Mangeshkar
  4. Tune O Rangile Kaisa Jadu Kiya Lyrics – Lata Mangeshkar
You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)