pyaar hone laga hai

pyaar hone laga hai lyrics

Poster pyaar hone laga hai

pyaar hone laga hai

lyrics/Album : Janasheen
Details
Singer Sonu Nigam & Alka Yagnik
Genre Love
Language Hindi
Album Janasheen
Poster pyaar hone laga hai
play
Lyrics

chehra tumhara hai kitna pyara

dekhe bina meraa ho na gujara

rab ne tumhen bhee kya khub banaya

meree najar se khud ko dekho toh yara

aa ha ha ha ha ha ha ha

ha ha ha ha ha ha ha


dil spanana, spanana dil

dil spanana bekarar hone laga hai

dil spanana bekarar hone laga hai

halka halka sa khumaar hone laga hai

kehate hain mere yaar, mujhe pyaar hone laga hai

mujhe pyaar hone laga hai

mujhe pyaar hone laga hai

mujhe pyaar hone laga hai


dil spanana bekarar hone laga hai

halka halka sa khumaar hone laga hai

tu bhee yeh sun le yaar, mujhe pyaar hone laga hai

mujhe pyaar hone laga hai

mujhe pyaar hone laga hai

mujhe pyaar hone laga hai

aa ha ha ha ha ha ha ha

ha ha ha ha ha ha ha


jab se kiya hai dilbar, maine didar teraa

pal pal mujhe rehta hai, bas intajar teraa

najron ne meree jab se, teraa khwab yar dekha

na dekh kar bhee tujhko, sau bar yaar dekha

koyee jaadu koyee jaadu bar bar hone laga hai

dil spanana bekarar hone laga hai

tu bhee yeh sun le yaar

pyaar hone laga hai, mujhe pyaar hone laga hai

pyaar hone laga hai, mujhe pyaar hone laga hai

hey ra ra ra ra ra ra

aa aa aa aa aa aa


yeh keh rahee hai hamse, dinanagee hamaree

kahee hamko le dube na, yeh aashiki tumharee

yeh ishk hee masiha, yeh ishk hi khuda hai

milkar juda na ho ham, lab par yahee duwa hai

mujhko teraa sach, mujhko teraa aitbar hone laga hai

dil spanana bekarar hone laga hai

kehte hain mere yaar, mujhe pyaar hone laga hai

pyaar hone laga hai

pyaar hone laga hai, mujhe pyaar hone laga hai


oh dil spanana bekarar hone laga hai

halka halka sa khumar hone laga hai

tu bhee yeh sun le yaar, mujhe pyaar hone laga hai

pyaar hone laga hai

aa ha ha ha ha ha ha ha

aa ha ha ha ha ha ha ha

aa ha ha ha ha ha ha ha

aa ha ha ha ha ha ha ha

aa ha ha ha ha ha ha ha

aa ha ha ha ha ha ha ha

aa ha ha ha ha ha ha ha

aa ha ha ha ha ha ha ha.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)