Language | Bollywood |
dukhau main dil jate jate tera
mera aisa koi erada nahi
chhupa lunga main hans ke aansu mere
ye teri khushi to zada nahi
jo bichhde nahi to phir kya maza
zaroori hai rahni bhi thodi kami
nahi hoga kuch bhi khatam
phir mulaaqat hogi kabhi
phir mulaaqat hogi kabhi
juda ho rahe hai kadam
phir mulaaqat hogi kabhi
sitaro ki iss bheed ko gaur se
ek aakhiri baar phir dekh lo
ye jo do alag se hai baithe huae
ye tum ho ye main hu yahi maan lo
ye din mein nahi nazar aayenge
magar kal ko jab raat hogi kabhi
jo ye roshni hogi kam
phir mulaaqat hogi kabhi
phir mulaaqat hogi kabhi
juda ho rahe hai kadam
phir mulaaqat hogi kabhi