Singer | Sudesh Bhonsle |
Genre | Dance |
Language | Hindi |
Album | Baaz |
peete hain peelate hain
har waqt nashe mein rahete hain
peete hain peelate hain
har waqt nashe mein rahete hain
hame log sharabi kehate hain
hame log sharabi kehate hain
hame log sharabi kehate hain
hame log sharabi kehate hain
naarangi maosambi anguri baadami
jo jee mein aaye mere yaar le
dagar dagar dam dagar dagar dam
masti mein do ghunt tu maar le
dagar dagar dam dagar dagar dam
are jo jee mein aaye mere yaar le
masti mein do ghunt tu maar le
humko kisi ki bhi parva nahin
darte nahin hum zamane se
aise mile chahe waise mile
hum to peeyenge bahane se
hum hain jahan khushiyan waha
hum haske dard saare sahete hain
peete hain peelate hain
har waqt nashe mein rahete hain
hame log sharabi kehate hain
hame log sharabi kehate hain
hame log sharabi kehate hain
hame log sharabi kehate hain
iss zindagi ka mazza aane de
dagar dagar dam dagar dagar dam
are bottal se bottal ko takrane de
dagar dagar dam dagar dagar dam
haay iss zindagi ka mazza aane de
are bottal se bottal ko takrane de
wishky ho tharra ho yaho rum
humko to matlab hain peene se
kardenge hum poori bottal khatam
lag jaa tu pori mere seene se
machhi khaaye mauj manaye
dariya ki laheron mein bahete hain
peete hain peelate hain
har waqt nashe mein rahete hain
peete hain peelate hain
har waqt nashe mein rahete hain
hame log sharabi kehate hain
hame log sharabi kehate hain
hame log sharabi kehate hain
hame log sharabi kehate hain.