pee ke shivashankar

pee ke shivashankar lyrics

Poster pee ke shivashankar

pee ke shivashankar

lyrics/Album : Ghazab Tamasha
Details
Singer Kumar Sanu & Sadhana Sargam
Genre Dance
Language Hindi
Album Ghazab Tamasha
Poster pee ke shivashankar
play
Lyrics

pee ke shivashankar kaa pyala,

meraa mann bhi huwa matwala

pee ke shivashankar kaa pyala,

meraa mann bhi huwa matwala

hansane laga rone laga,

kya kya mujhe hone laga

chhaya hain rang rangila,

andhere mein dikhe hai ujala

chhaya hain rang rangila,

andhere mein dikhe hai ujala


pee ke shivashankar kaa pyala,

meraa man bhi huwa matwala

deewani main hone lagi,

jane kahan khone lagi

chhaya hai rang nirala,

andhere mein dikhe hai ujala

chhaya hain rang ngila,

andhere mein dikhe hai ujala


aankho ke raste se

dil mein samayi

hai samane par

tu mujhe de naa dikhayi

aankho ke raste se

dil mein samayi

hai samane par

tu mujhe de naa dikhayi

chori se dil le gaya,

tu mujhe dil de diya

chori se dil le gaya,

tu mujhe dil de diya

koyi nasha chhane laga,

mujhko maja aane laga

lage tu mujhko mirch masala,

uthe sine mein prem ki jvala

lage tu mujhko mirch masala,

uthe sine mein prem ki jvala


sardi ke mausam

mein aaye pasina

mushkil huwa mere

sanam bin tere jina

sardi ke mausam

mein aaye pasina

mushkil huwa mere

sanam bin tere jina

main ruka dharati chale,

aasman pairon tale

main ruka dharati chale,

aasman pairon tale

jadu hain yeh kaisa jaga,

bin pankh main udane laga

huwa jane yeh kaisa ghotala,

aye bina chabi ke khul gaya tala

huwa jane yeh kaisa ghotala,

aye bina chabi ke khul gaya tala

pee ke shivashankar kaa pyala,

meraa mann bhi huwa matwala

pee ke shivashankar kaa pyala,

meraa mann bhi huwa matwala

hansane laga rone laga,

kya kya mujhe hone laga

chhaya hain rang rangila,

andhere mein dikhe hai ujala

chhaya hain rang rangila,

andhere mein dikhe hai ujala.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)