patli kamar

patli kamar lyrics

Details
Singer Sukhwinder Singh, Sapna Awasthi & Jolly Mukherjee
Genre Dance
Language Hindi
Album Jungle
Poster patli kamar
play
Lyrics

patli kamar chikna

badan tirchhi nazar hai

masti bhari teri baali umar hai

patli kamar chikna

badan tirchhi nazar hai

masti bhari teri baali umar hai


ye comya ba ye comya sho

ye comya ba ba ba ba re comya sho

sho sho sho ye comya ba

ba ba ba ye comya sho

sho sho sho

ye comya ba ba ba ba re comya sho


jiya mera dhadak dhadak jaaye re

arre shola koi bhadak bhadak jaaye re

hay re hay re jaan meri

tadap tadap jaaye re

zara si pyaas bujha

de aa ja meri jaan

aankhon mein laaj ka surma

honthon pe phoolon ki laali

aankhon mein laaj ka surma

honthon pe phoolon ki laali

dekh meri chhamiya tera yaar idhar hai

aag lagi dil mein bada pyaasa jigar hai

zara sa jhumka hila zara sa thumka laga

ye kaali zulf hata nakhre na dikha

zara sa jhumka hila zara sa thumka laga

ye kaali zulf hata nakhre na dikha

hay tu jo balkhaaye

humein aaye bada maza

tu jo lehraaye rani chhaye koi nasha

ang hai tera jaadui rang hai tera jaadui

humpe deewani aisa jaadu na chala


patli kamar chikna

badan tirchhi nazar hai

masti bhari teri baali umar hai

patli kamar chikna

badan tirchhi nazar hai

masti bhari teri baali umar hai


ye comya ba ye comya sho

ye comya ba ba ba ba re comya sho

comya sho ye comya ba

ba ba ba ye comya sho

sho sho sho

ye comya ba ba ba ba re comya sho


matak matak matak tu jo chale re

arre re re chatak chatak

chatak badan jale re

hay re hay re hay re aake

hume lagale tu galey re

kaahe ko door khadi hai paas aa zara


ja re ja chhod de peechha

aise tu daal na daane

haan ja re ja chhod de peechha

aise tu daal na daane

jaane de na zulmi mera pyaar udhar hai

itne dinon se meri uspe nazar hai

arre usko bataana wohi mera deewana

hai uske paas jaana rok na mujhe

arre usko bataana wohi mera deewana

hai uske paas jaana rok na mujhe


nazar milake nazar modke na ja

aise mein akele humein chhodke na ja

ye jawaani ooi ooi chhoo

na mujhe main chhuimui

door se tu dekh magar haath na laga


patli kamar chikna

badan tirchhi nazar hai

masti bhari teri baali umar hai

patli kamar chikna

badan tirchhi nazar hai

masti bhari teri baali umar hai

patli kamar chikna

badan tirchhi nazar hai

masti bhari teri baali umar hai

patli kamar chikna

badan tirchhi nazar hai

masti bhari teri baali umar hai

patli kamar chikna

badan tirchhi nazar hai

masti bhari teri baali umar hai.


You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)