oonchi hai building

oonchi hai building lyrics

Poster oonchi hai building

oonchi hai building

lyrics/Album : Judwaa
Details
Singer Anu Malik & Poornima
Genre Dance
Language Hindi
Album Judwaa
Poster oonchi hai building
play
Lyrics

oonchi hai building lift teri band hai

kaise main aanu dil rajamand hai

oonchi hai building lift teri band hai

kaise main aanu dil rajamand hai

aaja aaja aaja bandbaaja leke aaja

teri yaad sataaye dulheraaja ab to aaja

aaja aaja aaja bandbaaja leke aaja

teri yaad sataaye dulheraaja ab to aaja

kaise oonchi hai building lift teri band hai

kaise main aanu dil rajamand hai


tere waasate daud kar aaunga main

sau sidiyon ko bhi chad jaayunga main

tu mera dilbar hain aana padega

tujhe mera nakhara uthana padega

aaya toofaan hai mushkil mein jaan hai

aana main chaahu dil beimaan hai

oonchi hai building lift teri band hai

kaise main aanu dil rajamand hai

aaja aaja aaja bandbaaja leke aaja

teri yaad sataaye dulheraaja ab to aaja

aaja aaja aaja bandbaaja leke aaja

teri yaad sataaye dulheraaja ab to aaja na

oonchi hai building lift teri band hai

kaise main aanu dil rajamand hai


tu aage aage main pichhe pichhe

ho chumbak ki tarah mujhako tu kinche

kaha ja raha hai ankhiyon ko miche

michel ke cycle ke aayega niche

utani hai door tu jitani kareeb hai

aankh maarati hai haai ladki ajeeb hai

mumbai band hai train nahi chalati

kaise main aanu dil rajamand hai

bijali nahi hai are batti bhi gul hai

kaise main aanu

dil rajamand hai dil rajamand hai

dil rajamand hai dil rajamand hai

aaja aaja aaja bandbaaja leke aaja

teri yaad sataaye dulheraaja ab to aaja

aaja aaja aaja bandbaaja leke aaja

teri yaad sataaye dulheraaja ab to aaja.


You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)