o priya

o priya lyrics

Details
Singer Kumar Sanu & Alka Yagnik
Genre Love
Language Hindi
Album Arjun Pandit
Poster o priya
play
Lyrics

aa aa aa aa

aa aa aa aa

aa aa aa

aa aa aa


o priya, suno priya

suno priya, suno priya…

o priya, suno priya

mere nainoon mein raho priya

o priya, suno priya

mere nainoon mein raho priya

sapnay jo dekhein hain maine

tum bhi to dekho priya, o priya


o priya, suno priya

mere nainoon mein raho priya

sapnay jo dekhein hain maine

tum bhi to dekho priya, o priya

o priya, suno priya…


behki hui hawaein, kehki hain

hum bhi gayaein, pyaar ke jo geet hain

behka nadi ka paani, kehta hai yeh kahani

jaanmoon ke hum meet hain, hayee


o priya, suno priya

jab bhi main janmoon yeh ho priya

jaaon kisi bhi disha mein

paoon tumhi ko priya, hoo priya

o priya, suno priya…


kitna madhur hai jeevan

kitna samai hai paavan

khoye hain, hum chaha mein

kitni hain shant ghadiyaan

kitni phoowari kaliyaan

khil rahi hain rah mein


o priya, suno priya

chahein koi rut bhi ho priya

mehki rahein prem kaliyaan

aur tum bhi mehko priya, hoo priya


o priya, suno priya

mere nainoon mein raho priya

sapnay jo dekhein hain maine

tum bhi to dekho priya, hoo priya

o priya, suno priya…

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)