o maata ki ladle soja tu

o maata ki ladle soja tu lyrics

Poster o maata ki ladle soja tu

o maata ki ladle soja tu

lyrics/Album : Benaam Badsha
Details
Singer S. P. Balasubrahmanyam & Kavita Krishnamurthy
Genre Emotional
Language Hindi
Album Benaam Badsha
Poster o maata ki ladle soja tu
play
Lyrics

aa rira ru, aa rira ru,

oo mata ke ladle soja tu

aa rira ru, aa rira ru,

oo mata ke ladle soja tu


mata koan pita koan, mata koan pita koan

tujhe kya pata, dekha nahi

suna nahi, naam kisi ka

mata koan pita koan, tujhe kya pata,

dekha nahi suna nahi, naam kisi ka

jhule me jhulaya nahi kisi ne mujhe

sine se lagaya nahi kisi ne mujhe

mata koan pita koan, tujhe kya pata,

dekha nahi suna nahi, naam kisi ka

mata koan pita koan,

aa rira ru, aa rira ru,

oo mata ke ladle soja tu

aa rira ru, aa rira ru,

oo mata ke ladle soja tu


ma ka dudh mila nahi pine ke liye

ma ka dudh mila nahi pine ke liye

maine apni aansu piye

jine ke liye, jine ke liye

jane kab aaya gaya bachpan mera

bhukha pyasa nanga khali jiwan mera

mata koan pita koan, mata koan pita koan

tujhe kya pata, dekha nahi suna nahi,

naam kisi ka


jivan mein  ki hai maine kai choriya

jivan mein  ki hai maine kai choriya


par mai chura na saka

ma ki loriya, ma ki loriya

jua khela, daru piya sab kuch kiya

phir bhi  ye gam bhula na saka.

mata koan pita koan, mata koan pita koan

tujhe kya pata, dekha nahi suna nahi,

naam kisi ka


kachare ke dhabe mein giraya gaya tha

kachare ke dhabe mein giraya gaya tha

mai kachare ke dhabe se

uthaya gaya tha, uthaya gaya tha

mere man mein pyar nahi kahar hai bhara

mere tan mein khun nahi jahar ahi bhara

mata koan pita koan, tujhe kya pata,

dekha nahi suna nahi, naam kisi ka

jhule mein jhulaya nahi kisi ne mujhe

sine se lagaya nahi kisi ne mujhe

mata koan pita koan, mata koan pita koan

mata koan pita koan, mata koan pita koan.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)