nasha husn ka

nasha husn ka lyrics

Poster nasha husn ka

nasha husn ka

lyrics/Album : Mardon Wali Baat
Details
Singer Suresh Wadkar & Asha Bhosle
Genre Dance
Language Hindi
Album Mardon Wali Baat
Poster nasha husn ka
play
Lyrics

hey uljhana humse nahin hain aasan

jo tu hain shola to hum hain tufan

hey nasha husn ka utar jayega

chhakke tere chhuda denge

kiya karengi yaad umar bhar

aisa sabak sikha denge

uljhana humse nahin hain aasan

uljhana humse nahin hain aasan

jo tu hain shola to hum hain tufan

hey nasha husn ka utar jayega

chhakke tere chhuda denge

kiya karengi yaad umar bhar

aisa sabak sikha denge


he dikha dikha ke husn ke jalwe

usne hamara hosh udaya

ajab to ye hain gajab to ye hain

arey dil ye hamara usi pe aaya

uthaye sar pe mot ka sama

uthaye sar pe mot ka sama

kiya tha dil se wafa ka arma

hey nasha husn ka utar jayega

chhakke tere chhuda denge

kiya karengi yaad umar bhar

aisa sabak sikha denge


hey kisi ko dil tum kabhi to dogi

arey diye bina dil nahin gujara

duvaye tumko diya karenge

humi ko de do ye dil khudara

nazar na phero meri jane jaa

nazar na phero meri jane jaa

kisi ke dil par karo koi ehsa

hey nasha husn ka utar jayega

chhakke tere chhuda denge

kiya karengi yaad umar bhar

aisa sabak sikha denge


yuhi kisi ko main kya milungi

naye zamane ki main hoon laila

meri bhi chhuti jo kar sakega

wahi banega mera to chhaila

mard banke jo mar le maida

mard banke jo mar le maida

husn karta hain usika arma

hey nasha husn ka utar jayega

chhakke tere chhuda denge

kiya karenga yaad umar bhar

aisa sabak sikha denge

uljhana humse nahin hain aasan

uljhana humse nahin hain aasan

jo tu hain shola to hum hai tufan

hey nasha husn ka utar jayega

chhakke tere chhuda denge

kiya karenga yaad umar bhar

aisa sabak sikha denge.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)