naina naina lyrics – mushkil | nakul chhawchharia

naina naina lyrics – mushkil | nakul chhawchharia lyrics

Poster naina naina lyrics – mushkil | nakul chhawchharia

naina naina lyrics – mushkil | nakul chhawchharia

Details
Language Latest
Poster naina naina lyrics – mushkil | nakul chhawchharia
play
Lyrics

naina naina tere naina naina
tere naina kamaal karte hain

naina naina tere naina naina
tere naina kamaal karte hain
chaina chaina, liye jaye chaina
bura dil ka haal kare hain
khud jawab dete hain
khud sawal karte hain

naina naina tere naina naina
tere naina kamaal karte hain
chaina chaina, liye jaye chaina
bura dil ka haal kare hain
khud jawab dete hain
khud sawal karte hain

naina naina tere naina naina
tere naina kamaal karte hai
aisa samndar naino mein tere
doobe hai inme sau khaawb mere

woh o aisa samndar naino mein tere
doobe hai inme sau khaawb mere
palko pe teri meri neend soye
tere sang jaage mere sawere

kabhi hauslo ko hawa de
kabhi faslo ko badha de
kabhi hauslo ko hawa de
kabhi faslo ko badha de
dil samjh nahi paata
aisi chaal chalte hai
naina naina tere naina naina
tere naina kamaal karte hai

kaise main samjhu naino ki bhasha
kabhi dard bakashe kabhi de dilasa

woh o kaise main samjhu naino ki bhasha
kabhi dard bakashe kabhi de dilasa
sharmo haya ki hade tod jaye
mere dil pe apne nishan chhod jaye
mehfeel mein karke gustakhi
tanhai mein maange maafi
mehfeel mein karke gustakhi
tanhaai mein maange maafi

ye jaha ki rasmo ka
kab khayaal karte hai

naina naina tere naina naina
tere naina kamaal karte hai
chaina chaina, liye jaye chaina
bura dil ka haal kare hain
khud jawab dete hain
khud sawal karte hain
naina naina tere naina naina
tere naina kamaal karte hai

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)