Singer | Javed Ali |
Language | Bollywood |
dil ki baatein kahin hain
usne palkein jhuka ke
ek nazar usne dekha
humko jo muskura ke
hum jahan the wahin par
khade reh gaye
unse naina lade ke lade reh gaye
naina lade ke lade reh gaye
naina lade ke lade reh gaye
naina lade ke lade reh gaye….
jannat mein bhi shayad na ho
koi hoor uss hasin ki tarah
dekha nahi chehre pe humne
kahin noor uss hasin ki tarah
ishq ki wo ibteeda hai
husn ki wo inteha hai
baa-khuda, baa-khuda
kya bataun achanak kya huya hai mujhe
muskura ke jo usne jab se dekha mujhe
teer nazron ke dil mein gade reh gaye
unse naina lade ke lade reh gaye
naina lade ke lade reh gaye
naina lade ke lade reh gaye
naina lade ke lade
naina lade, naina lade ke reh gaye
naina lade ke lade reh gaye
naina lade ke lade reh gaye..
chashmein karam keejiye
sarkaar humaari taraf
dekho idhar bhi ek baar
aye yaar hamaari taraf
hai asar ye ek nazar ka
rog humne umar bhar ka
le liya, le liya
dil ki baatein ye sab
unse jaakar kahein
har ghadi, har samay
uske sang hum rahein
khaab aankhon mein kitne
jade reh gaye
unse naina lade ke lade reh gaye
naina lade ke lade reh gaye
naina lade ke lade reh gaye
naina lade ke lade reh gaye…